Hum Ko Mann ki shakti do bhagvan
Hum apke dohrahe pe khade
Apki rahoon ka intezar karte hain
Us bhakti aur shradha ke saath
Ki rahein bhi ap he dete ho
aur us mein mod bhi ap hi dete ho
Rahein sidi tho kabhi na thi
Par har mod pe ek sahara tha
Ek vishwas ke saath ap ke dwar roz atte hain
Zindagi ki is bhool bhulya mein
Hamesha saath dena bhagvan
Apki chatra chaya mein hi woh sukh aur chain hai....
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment