Zindagi mein kitni khobsoorti se
doston mein ristey jood jathe hain
Wahi kahanhi mein ek nayi mod ajathi hai
Nayi zindagi jud jathi hai
Ek dusre ki himat aur takat ho jathe hain
Wahi purani zindagi ko ek naye andaz se dekha jatha hai
Ussi zindagi ko parak ne ka ek dusra nazariya mil jatha hai
Zindagi jaise bahein pehelakar nyovta deti hai
Is naye ahesas go gale laga lo
Usse ek naya mauka do
ek nayi kahani banane
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment